People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 8 *

Tumma Tumma
Music: Viju Shah
Lyricist: Nitin Raikwar
Album: Aar Ya Paar
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Tumma-Ele-Tumma-E
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile

huyi mulakat hansi rat yu dil se dil mile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
diwane jhum macha jhumke mahfil bhi ye khile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
huyi mulakat hansi rat yu dil se dil mile
diwane jhum macha jhumke mahfil bhi ye khile
rahe ye rat yuhi jat pat ho dil ki
yaar se yaar mile char is gagan ke tale
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile

ha nache gaye dil masti me
diwana re nach dil ka dil hai yaha misharare
jaye kaha yaro yaha har pal bahar hai
yaha hansi yaha khusi har dil me pyar hai
kal tak the jo dur wo pas aa gaye
ek duje se milke mahfil me chha gaye
rahe ye rat yuhi jat pat ho dil ki
yaar se yaar mile char is gagan ke tale
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile

ha dekh pyar se zindagi hasin hai
har jawan dil is kadar ragin hai
pyar ke nashe me chur har gam se dur hai
aaj har koi hai mast chehre pe nur hai
lagti hai sapna hakikat ye aaj ki
kahne sunne ki hai rat aaj ki
rahe ye rat yuhi jat pat ho dil ki
yaar se yaar mile char is gagan ke tale
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
huyi mulakat hansi rat yu dil se dil mile
diwane jhum macha jhumke mahfil bhi ye khile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
tuma tuma tuma ile tuma tuma tuma ile
jo hoga hone do dekhege
Music: Viju Shah
Lyricist: Indeevar
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Jo-Hoga-Hone-Do/F
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege baba baba
diwane hoge baba baba mastane hoge baba baba
dil apna deke baba baba dil tera leke baba baba
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba
diwane hoge baba baba mastane hoge baba baba
dil apna deke baba baba dil tera leke baba baba
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba

ha hota hai hota hai dil ka soda hota hai
pyar agar teda ho to ghar bhi apna hota hai
ha hota hai hota hai dil ka soda hota hai
pyar agar teda ho to ghar bhi apna hota hai
tum achhe hum achhe to sab achha hota hai
nazro se nazro ka khel bhi sacha hota hai
lo khelo jane jana kadmo me hai zamana
tum luto dilbar jana mahobat ka khajana
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba
diwane hoge baba baba mastane hoge baba baba
dil apna deke baba baba dil tera leke baba baba
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba

ha masti hai masti hai aaj dilo me masti hai
khusiyo ki ye duniya baste baste basti hai
ha masti hai masti hai aaj dilo me masti hai
khusiyo ki ye duniya baste baste basti hai
ishq jaha hota hai wahi jawani hoti hai
jab do dil milte hai tabhi kahani hoti hai
ban jane do afsana koi raj nahi chhupana
tiro par tir chalana nishana pe nishana
jo hoga hone do dekhege oo baba baba
baho me tujhko hum le lege oo baba baba
diwane hoge baba baba mastane hoge baba baba
dil apna deke baba baba dil tera leke baba baba
oo baba baba oo baba baba oo baba baba
oo baba baba oo baba baba oo baba baba
dil diya pyar kiya to kya
Music: Viju Shah
Lyricist: Maya Govind
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Dil-Diya/QSImdA5U
dil diya pyar kiya to kya bura kiya to kya bura kiya
dil diya pyar kiya to kya bura kiya to kya bura kiya
ho tu hai to hai zamana tujhko khuda hai mana
tu hai to hai zamana tujhko khuda hai mana
hum na rahege jana tere bin dil diya pyar kiya to kya bura kiya
to kya bura kiya tu hai to hai zamana tujhko khuda hai mana
hum na rahege jana tere bin dil diya pyar kiya to kya bura kiya
to kya bura kiya

ho pyasa pyasa jiya jiya jiya jiya bole bole piya piya piya piya
ha pyasa pyasa jiya jiya bole bole piya piya
nasha nasha chhane laga dekho maja aane laga
nasha nasha chhane laga dekho maja aane laga
ho masti si chha rahi hai dhadkan bhi ga rahi hai
masti si chha rahi hai dhadkan bhi ga rahi hai
hum bhi karge tata dhinak dhin
dil diya pyar kiya to kya bura kiya to kya bura kiya

hey thodi thodi pile pile pile pile arey hole hole jile jile jile jile
ha thodi thodi pile pile ha hole hole jile jile
arey jawa jawa hai josh josh ude ude hai hosh hosh
jawa jawa hai josh josh ude ude hai hosh hosh
hey bejar humko karde nash nash me pyar bhar de
bejar humko karde nash nash me pyar bhar de
aye kate hai din din humne to gin gin
dil diya pyar kiya to kya bura kiya to kya bura kiya
ho tu hai to hai zamana tujhko khuda hai mana
hum na rahege jana tere bin
Aar Ya Paar
Singer: Asha Bhosle
Music: Viju Shah
Lyricist: Maya Govind
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Aar-Ya-Paar-Part-
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo

zindgi me aata hai, mauka ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar
zindgi me hota hai, faisla ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo

roke kya mila, hoke kya mila
roke kya mila, hanske jo mila
jo hona tha wo to ho chuka
midke dekh mat wazi khel ja
lamha lamha ja raha hai
lamha lamha ja raha hai
jo kahe wo aaj kah na kal ka ek baar
zindgi me aata hai, mauka ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar
zindgi me hota hai, fensla ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar

jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo

han han kya junun hai kya fumaar
wo hai samne par intzaar hai
kuch bhi ho magar pyar, pyar hai
chahre lakh ho yaar, yaar hai
janejana ab to sunle
janejana ab to sunle
hui hui manjil ki akhiri pukaar
zindgi me aata hai, mauka ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar
zindgi me hota hai, fensla ek baar
aar ya paar, aar ya paar
aar ya paar, aar ya paar
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum jhum lo, jhum jhum, jhum lo
jhum jhum, jhum lo, jhum jhum, jhum lo
zindagi me aata hai
Music: Viju Shah
Lyricist: Maya Govind
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Aar-Ya-Paar-Part-
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
zindagi me aata hai mauka ek bar aar ya par
aar ya par aar ya par aar ya par
zindagi me aata hai faisala ek bar
aar ya par aar ya par aar ya par
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo

pa ke kya mila kho ke kya mila ro ke kya mila
hans ke jo mila jo hona tha wo to ho chuka
mud ke dekh mat baji khel ja
lamha lamha ja raha hai
lamha lamha ja raha hai
jo hai wo aaj hai na kal ka etabar
zindagi me aata hai mauka ek bar aar ya par
aar ya par aar ya par aar ya par
zindagi me aata hai faisala ek bar
aar ya par aar ya par aar ya par
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo

haa haa kya junun hai kya khumar hai
wo hai samne par intjar hai kuch bhi ho magar
pyar pyar hai chehare lakh ho yaar yaar hai
jane jana ab to sun le jane jana ab to sun le
hui hui manjil ki aakhiri pukar
zindagi me aata hai mauka ek bar aar ya par
aar ya par aar ya par aar ya par
zindagi me aata hai faisala ek bar
aar ya par aar ya par aar ya par
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo jhum jhum jhumlo
mann chahe sanam mere yaar
Music: Viju Shah
Lyricist: Indeevar
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Man-Chahe-Sanam/F
man chahe sanam mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare
tu hi dil me samaya ab hum kya kare
man chahe sanam mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare
tu hi dil me samaya ab hum kya kare

ha hale dil tha tumko sunana, hale dil tha tumko sunana
lekin mushkil tha kah pana
tanhayi me, tanhayi me
tanhayi me, lipata mujhse wo tera tha saya
tune chain churaya, tune chain churaya
mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare
tu hi dil me samaya ab hum kya kare

oo dil chahe teri chahat le lu, dil chahe teri chahat le lu
sab kuch apna badle me de du
jina kya hai, jina kya hai
jina kya hai, jana humne sath tera jab paya
kaisa jadu chalaya, ha kaisa jadu chalaya mere yaar
dil tujhpe aaya ab hum kya kare
tu hi dil me samaya ab hum kya kare
man chahe sanam mere yaar, dil tujhpe aaya ab hum kya kare
tu hi dil me samaya ab hum kya kare
pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle
Music: Viju Shah
Lyricist: Indeevar
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Hulle-Hulle/J1wla
halle, halle, halle halle, halle, halle
halle, halle, halle halle, halle, halle
pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle
hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle
jal raha tan badan lagan ban gayi agan ki agan
sajan bhuja de, halle, halle
hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle
ha, hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle

halle, halle, halle diwana dil mera ab bas mai kaha
jo bandh le hume wo rashme kaha
diwana dil mera ab bas mai kaha
jo bandh le hume wo rashme kaha
bekabu arman, sine me tufa hai
ha, dil se dil mil gaye, chaman khil gaye
ye tan maan ke fasale mita de halle, halle, halle
hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle
hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le halle, halle

halle, halle, halle halle, halle, halle
dil ki lagi hume le chali hai kaha
anjam ki nahi hai parwah jaha
dil ki lagi hume le chali hai kaha
anjam ki nahi hai parwah jaha
ye chahat ki hakumat hai
mahobat hi mahobat hai
kaisa hai ye milan sajan
milke bhi bhare na maan phir gale laga le
pyar kar, didar kar, jo chahe kar le
hey, pyar kar, didar kar, jo chahe kar le
halle, halle jal raha tan badan
lagan ban gayi agan ki agan
sajan bhuja de, halle, halle halle, halle, halle
suna hai phul kaliyo se
Music: Viju Shah
Lyricist: Rani Malik
Album: Aar Ya Paar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aar-Ya-Paar/Suna-Hai-Phool/NQ
suna hai phul kaliyo se tumhe rab ne banaya hai
suna hai phul kaliyo se tumhe rab ne banaya hai
hame bhi thodi si, oo ho
hame bhi thodi si khusabu churane ki ijajat ho
suna hai teri aankho me sitaro ka basera hai
suna hai teri aankho me sitaro ka basera hai
hame is roshani se, oo ho
hame is roshani se, ghar sajane ki ijajat hai
suna hai phul kaliyo se tumhe rab ne banaya hai
tumhe rab ne banaya hai

sharart se bhare ye din, badi madhosh hai rate
sharart se bhare ye din, badi madhosh hai rate
hawaye aake sunti hai hamare pyar ki bate
suna hai pyar me dilbar koi kabu nahi hota
suna hai pyar me dilbar koi kabu nahi hota
ye sari chahate tum par lutane ki ijajat hai
suna hai phul kaliyo se tumhe rab ne banaya hai
tumhe rab ne banaya hai

tamanna hai tumhare pyar me mahsur ho jaye
tamanna hai tumhare pyar me mahsur ho jaye
hame tum is kadar chaho
hame tum is kadar chaho, ki hum magrur ho jaye
suna hai pyar me ye duriya achhi nahi hoti
suna hai pyar me ye duriya achhi nahi hoti
karib aakar umido ko jagane ki ijajat ho